Subscribe Us

Karobar Aur Dukan Ki Tarakki Ke Liye Dua

 

کسی شخص کی دکان سے اگر برکت چلی گئی ہو اور نفع نہ ہوتا ہو 

 بلکہ دکان میں ہی جا رہی ہوں ہو تو ایسے میں وہ شخص اس نقص کو

 با وضو ساعت مشتری میں لکھ کر گتے پر چسپاں کر کے کے دروازے پر لٹکا دے 

انشاءاللہ خریدار غائب سے آئیں گے گے 

اور لکھنے لگے گا لگا کر نفع ہوگا اور دکان بھی خوب نہیں ترقی کرے گی


ساعتِ مشتری کیا ہے؟

جمعرات کے روز طلوعِ آفتاب سے لے کر تقریباً ایک گھنٹہ تک کے دوران مشتری کی ساعت بنی رہتی ہے۔

 اسی وقت آپ کو یہ تعویذ بنانا ہے

۔ یاد رہے، قلم جو بھی ہو پاک صاف ہو

 اور کاغذ کا پاک صاف ہونا بھی ضروری ہے۔

غور طلب: خواتین حیض/ ماہواری کے دِنوں میں یہ تعویذ نہیں لکھیں۔






Musalman bhaiyon aur behnon ke kisi bhi qism ke karobar mein barkat ya phir dukan ki tarakki ke liye dua aur usme khair-o-barkat ke liye aazmooda kaargar wazaif is post me apko milenge.

Karobar Aur Dukan Ki Tarakki Ke Liye Dua

Dukan ki Tarakki ke liye Dua in Urdu 

The wazifa Dukan Ki Tarakki Ke Liye Dua will let you grow your business more and more each day. Once you fulfill all the terms and conditions.

Dukan Ki Tarakki Ka Amal #1

Dukan ki Tarakki ke liye Taweez

Niche diya hua dukan ki tarakki ke liye taweez ka print out lekar ap apni dukan ya jahan bhi karobar karte hai wahan ise frame karwa kar latka lijiye.

Insha ALLAH barkat aur munafah khoob hoga, Ameen. Uske niche wahi taweez alag tasveer me hai, dono taweez ek hi hai. Kisi bhi taweez ka print out ap le sakte hai. Zarur dekhiye→


Ye karobar mein barkat ka taweez bhi hai aur dukan mein barkat ka bhi. Dono maqsad ke liye aap ise likh sakte hai. Agar ap ye taweez likh rahein hai to likhne ka durust waqt saa’at mushtari hai.

Aur agar ap print out lena chahte hai to kabhi bhi le sakte hai. ALLAH apko kamyab kare, Ameen.

Dukan ki Tarakki ki Dua-Dukan ki Tarakki ke liye Taweez

Dukan ki Tarakki ki Dua-Dukan ki Tarakki ke liye Taweez

Dukan ki Tarakki ke liye Dua aur Usme barkat ka taweez in Roman Urdu

Zarur Ghaur Kijiyega!

Ye taweez yaALLAH Website se copy kar dusri websites ne bhi publish kiya hai. Aapse darkhwast hai ke ese copy karne walon se bachke rahein. Mene kayi websites dekhi hai jo yaALLAH Dua Wazaif jab bhi koi naya publish hota hai uske chand ghante bad wo apni site par copy kar lete hai. 

Un websites ke malikon ne un dua wazaif ke post par ye bhi likha hai ke agar aapka ye wazifa kam nahi karta to hamse (contact) rabta karein. Unka maqsad yahi hai ke log unki site par aye aur unse rabta karein. Aur phir wo unse paise mangte hai kam karne ke liye. Aur na jane kitne masoom ese farzi logo ki baton me aakar apne mehnat se kamaye hue paise gawa beth te hai.

Main aapse yahi darkhast karunga, ke jo bhi log yaALLAH Website se content copy karke publish kar rahe hai unse har tarah se bachkar rahiyega. yaALLAH Website ke nam par agar aapse koi naqad ya kisi bhi taur par paison ki maang karta hai to hamein fauran ittilaah karein. ALLAH apki hifazat kare.

 

Karobar Me Kamyabi ya Dukan ki Tarakki ke liye Dua: Jis kisi shakh ki dukan jisme wo kisi bhi tarah ka karobar karta ho. Us dukan se barkat chali gayi ho, ya nafah na hota ho aur hamesha nuksan hi hota rehta ho.

Esi halat mein is shaks ko chahiye ke Sa’at-e-Mushtari* mein likh kar parchiyan banakar dukan ke darwaze mein latkaye. Business me Tarakki ka taweez banane ka wazifa ek bar zarur aazmaye, Insha ALLAH Ta’ala Khariddar ghayb se ajayenge, Maal Bikne Lagega, bakhoobi nafah hoga aur roz ba roz barhta rahega, Ameen.

*Sa’at-e-Mushtari- Jumerat ke roz tul’u-e-aftaab se lekar taqriban ek ghanta tak ke duran mushtari ki saat bani rahti hai. Isi waqt mein apko upar diya hua taweez banana hai. Yad rahe, qalam jo bhi ho pak sak ho aur kaghaz jo bhi pak saf ho.

Ghaur Talab: Khwateen ye taweez haiz ke 7 roz ke dauran qatayi na banaye.




Explanation in English:

Best Dua for Success in Business and Shop

Whoever owns a shop or a business and performs a business transaction in this. This business transaction could be of any type- selling goods or services. If he is getting losses or there is no significant profit. Seems there is no abundance of sustenance or prosperity.

He should print this amulet/taweez for success in business or a shop. Insha ALLAH his business or shop will be generating profits.

How to prepared this Taweez for Success in Business or Dukan Ki Tarakki Ke Liye Dua?

  • Before writing this dukan ki tarakki ke liye taweez you have to take care of the timing during which you will write this. Utmost care must be taken for this.
  • The time must be on the day of Thursday from Sunrise up to 1 hour.
  • Take cleansed white paper and pen.
  • Write the taweez mentioned below.
  • Hang this chit on the door of your shop.
  • Insha ALLAH soon you will see more and more customers, your sale will increase abundance and prosperity in stock and all other shop inventories, Ameen.

Note: Females must not write this taweez during the 7 days of their menses.

Dukan ya Karobar Mein Barkat ka Taweez

Rozi ke liye Taweez-Karobar Me Tarakki ka Taweez

dukan ki tarakki ke liye taweez

Dukan ki Tarakki ke liye Taweez


ساعتِ مشتری کیا ہے؟ت کے روز طلوعِ آفتاب سے لے کر تقریباً ایک گھنٹہ تک کے دوران مشتری کی ساعت بنی رہتی ہے۔ اسی وقت آپ کو یہ تعویذ بنانا ہے۔ یاد رہے، قلم جو بھی ہو پاک صاف ہو اور کاغذ کا پاک صاف ہونا بھی ضروری ہے۔

غور طلب: خواتین حیض/ ماہواری کے دِنوں میں یہ تعویذ نہیں لکھیں۔


दुकान की तरक्की के लिए दुआ और तावीज़ हिंदी में

جمعرا

कारोबार में बरकत और तरक्की के लिए दुआ और तावीज़ हिंदी में

जिस किसी शख़्स की दुकान जिसमे वो किसी भी तरह का कारोबार करता हो| उस दुकान से बरकत

चली गयी हो, या नफ़ाह न होता हो और हमेशा नुक़सान ही होता रहता हो| ऐसी हालत में उस शख़्स को चाहिए के सा’अत-ए -मुश्तरी में लिख कर तावीज़ बनाकर दुकान के दरवाज़े में लटकाये|इन्शा अल्लाह त’आला ख़रीददार ग़ायब से आ जायेंगे, माल बिकने लगेगा, बखूबी नफाह होगा और रोज़ बा रोज़ बढ़ता रहेगा, आमीन|

सा’अत-ए-मुश्तरी कब होती है? जुमेरात के रोज़ तुल’उ-ए-आफताब से लेकर तक़रीबन एक घंटे तक के दौरान मुश्तरी की सा’अत बनी रहती है| इसी वक़्त में आपको ऊपर दिया हुआ तावीज़ बनाना है| याद रहे, क़लम जो भी हो पाक साफ हो और काग़ज़ जो भी हो वो भी पाक साफ होना चाहिए|

तावीज़ को बनाने के बाद किसी फ्रेम में लगा कर दुकान में लटका लें|

अगर आप इस तावीज़ का प्रिंट आउट लेना चाहते है तो किसी भी वक़्त में ले सकते है|

ग़ौरतलब: ख़वातीन ये तावीज़ हैज़/माहवारी के 7 रोज़ के दौरान क़तई न बनाएं|

Agar apko post pasand aye to apno se share zarur kijiyega.

Dukan Ki Tarakki Ka Amal #2

Is amal ko do (2) suraton mein kiya ja sakta hai.

  1. Pehli surat yeh hai ki agar aap koyi karobar shuru karne ki niyyat rakhte hain. To is amal ko padh kar karobar ke asbab banne ki dua kar sakte hain. Insha ALLAH karobar khulne ke asbab banne lagenge.
  2. Agar aapka koyi karobar (dukan) hai. Aur usme aap tarakki aur barkat chahte hain. Is halaat mein ye wazeefa bohot mufeed (fayedahmand) sabit hoga.

Insha ALLAH is wazeefa ki barkat se karobar mein khoob tarakki aur barkat hogi. Rizq mein izafa hoga. Ameen.

Karobar Mein Tarakki Ka Amal Padhne Ki Dua

لِلّٰهِ مَافِى السّمٰوٰتِ والْاَرْضِ اِنَّ اللّٰهَ ه‍ُوَ الْغَنِىُّ الْحَمِيْدُ

Lil-laahi Mafi As-Samawaati Wal-Ard Innal Laaha Huwa Al-Ghaniyyul ‘Hameed.

ALLAH Ke Liye Hai Jo Kuchh Asmanon Aur Zameen Mein Hai Beshaq ALLAH benyaaz Sifaat Hai.

[Surah Luqman Ayat #26 | Al Quran]

Dukan Mein Tarakki Ki Dua Padhne Ka Tareeqa

  1. Kisi bhi roz shuru kar sakte hain;
  2. Wuzu ke halat mein rehte huye;
  3. Upar di huyi dua ko ek sau iktalees (141) martaba padhlein;
  4. Phir hath uthakar ALLAH Ta’ala se apne karobar/dukan mein tarakki ki dua kijiye;
  5. Insha ALLAH kuchh hi dino mein karobar mein khoob tarakki aur barkat hone lagegi.
  6. Agar aap yeh amal karobar shuru karne ki niyyat se kar rahe hain, aise halaat mein bhi jald apke karobar khulne ke asbab banne lagenge;
  7. Ye amal ta husool-e-murad hai.

दुकान की तरक्की का अमल #2

इस अमल को दो (2) सूरतों में किया जा सकता है।

  1. पहली सूरत यह है की अगर आप कोई कारोबार शुरू करने की नियत रखते हैं, तो इस अमल को पढ़ कर कारोबार के असबाब बनने की दुआ कर सकते हैं। इंशा अल्लाह कारोबार खुलने के असबाब बनने लगेंगे।
  2. अगर आपका कोई कारोबार (दुकान) है। और आप उस मे तरक्की और बरकत चाहते हैं। इस हालात में यह वज़ीफ़ा बहुत मुफ़ीद (फ़ायदहमंद) साबित होगा।

इंशा अल्लाह इस वज़ीफ़ा की बरकत से कारोबार में ख़ूब तरक्की और बरकत होगी। रिज़्क़ में इज़ाफ़ह होगा, अमीन।

कारोबार में तरक्की का अमल पढ़ने की दुआ

لِلّٰهِ مَافِى السّمٰوٰتِ والْاَرْضِ اِنَّ اللّٰهَ ه‍ُوَ الْغَنِىُّ الْحَمِيْدُ

लिल्लाहि मा-फ़िस समावाती वल-अर्द इन्नल्लाहा हुवल ग़निय्युल ’हमीद

अल्लाह के लिए है जो कुछ आसमानों और ज़मीन में है बेशक़ अल्लाह बेन्याज़ सिफ़ात है

[सूरह लुक़मान | आयत #26 | अल-क़ुरआन]

दुकान में तरक्की की दुआ पढ़ने का तरीक़ा

  1. किसी भी रोज़ शुरू कर सकते हैं।
  2. वुज़ू की हालत में रहते हुए।
  3. ऊपर दी गई दुआ को एक सौ इकतालीस (141) मरतबा पढ़े।
  4. फिर हाथ उठाकर अल्लाह ताआ’ला से अपने कारोबार/दुकान में तरक्की की दुआ कीजिए।
  5. इंशा अल्लाह कुछ ही दिनों में कारोबार में ख़ूब तरक्की और बरकत होने लगेगी।
  6. अगर आप यह अमल कारोबार शुरू करने की नियत से कर रहे हैं, ऐसे हालात में भी जल्द आपके कारोबार खुलने के असबाब बनने लगेंगे।
  7. यह अमल ताहुसूल-ए-मुराद है।

Post a Comment

0 Comments